Friday, January 11, 2013

ISLAMI INFORMATION SMS


SUNEHRI AQWAAL
Jo shakhs Allah se darta hai woh kabhi 
badla nahi leta.
Hasad karnay wala maut se pehley mar 
jaata hai.
Kisi per aitamaad na karo, jab tak usay 
ghussay mein na dekh lo.
Maut ko yaad rakna nafs ki tamaam bemarioan 
ki shifa hai.
Khushi insaan ko itna nahi sikhati jitna 
ke gham.
Sachayi ek aisi dawa hai jis ki lazzat karvi, 
magar taseer meethi hai.



No comments:

Post a Comment