Thursday, February 10, 2011

SHAADI MESSAGE


Kia app shaadi karma chatay hain??

1. Teacher:
Main Class main musalsal bolta or Student’s ko marta
rata hon aur ghar main sirf BV ki sunta or mar kata hon.

2. Officer:
main office main bara Officer hon ghar main to adna sa
mulazim hon.

3. Police Man:
Sub mujhse darte hain aur main apni BV se darta hon.

4. Judge:
Main court main insaf karta hon or ghar main BV se
Insaf ki bheek mangta hon magar nahi dati.

5. Mochi:
main jutey ki murammat karta hon aur BV meri
Huse jotey se muramat karti hai.

No comments:

Post a Comment